Name:
Location: Mumbai, Maharashtra, India

Sinjhini - the sound of an anklet, feeble, melodious but yet distinct.. distinct because its her own identity, her own voice, although immaterial and banal... yet its hers

Saturday, January 28, 2006

Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya - 2
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya

Tumse mili jo zindagi, humne abhi boyi nahin - 2
Tere siva koi na tha, tere siva koi nahin
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya

Oh, aahJaane kahan kaise shaher leke chala yeh dil mujhe - 2
Tere bagair din na jala, tere bagair shab na bujhe
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya

Jitne bhi tai karte gaye, badhte gaye yeh faasle - 2
Milon se din chhod aaye, saalon se raat leke chale
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya

1 Comments:

Blogger DK said...

This comment has been removed by the author.

11:54 PM  

Post a Comment

<< Home