Renditions

Name:
Location: Mumbai, Maharashtra, India

Sinjhini - the sound of an anklet, feeble, melodious but yet distinct.. distinct because its her own identity, her own voice, although immaterial and banal... yet its hers

Saturday, January 28, 2006

Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya - 2
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya

Tumse mili jo zindagi, humne abhi boyi nahin - 2
Tere siva koi na tha, tere siva koi nahin
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya

Oh, aahJaane kahan kaise shaher leke chala yeh dil mujhe - 2
Tere bagair din na jala, tere bagair shab na bujhe
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya

Jitne bhi tai karte gaye, badhte gaye yeh faasle - 2
Milon se din chhod aaye, saalon se raat leke chale
Sili hawa chhoo gayi, sila badan chhil gaya
Neeli nadi ke pare, pila sa chaand khil gaya

Tuesday, January 17, 2006

Na jaane kyun

Na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath
achanak ye man
kisi ke jaane ke baad, kare phir usiki yaad
chhoti chhoti si baat, na jaane kyon

vo anjaan pal
Dhal gaye kal, aaj vo
rang badal badal, man ko machal machal
rahen, na chal na jaane kyon, vo anjaan pal
tere bina mere nainon me
Toote re haay re sapanon ke mahal
na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath ...

vahi hai dagar
vahi hai safar, hai nahin
saath mere magar, ab mera hamsafar
dhoonde nazar na jaane kyon, vahi hai dagar
kahaa gaeen shamen madabhari
vo mere, mere vo din gaye kidhar
na jaane kyon, hota hai yeh zindagi ke saath ...

Ek raadha ek meera

Ek Radha Ek Meera Dono Ne Shyam Ko Chaaha
Antar Kya Dono Ki Chaah Mein Bolo
Ek Prem Deewani Ek Daras Deewani
Ek Radha Ek Meera ...

Radha Ne Madhuban Mein Dhoonda
Meera Ne Man Mein Paaya
Radha Jise Kho Baithi
Woh Govind Aur Darsh Dikhaya
Ek Murli Ek Paayal Ek Pagali Ek Ghayal
Antar Kya Dono Ki Preet Mein Bolo
Ek Surat Lubhani Ek Murat Lubhani
Ek Prem Deewani ...

Meera Ke Prabhu Girdhar Naagar
Radha Ke Manmohan
Radha Din Shringar Kare Aur Meera Ban Gayi Jogan
Ek Raani Ek Daasi Dono Hari Prem Ki Pyaasi
Antar Kya Dono Ki Trupti Mein Bolo
Ek Jeet Na Maani Ek Haar Na Maani
Ek Prem Deewani ...

tujhe dekh dekh

tujhe dekh dekh sona - 2
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2
tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
jiya dhadak dhadak - 3
jaayen

kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe - 2
inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa - 2
kehna kabhi to mera maan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe - 2
mere sapno mein aake apna mujhko banake - 2
mujhpe tu kar ehsaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani
sang tere hain bitani haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2

dhadak jaaye jiya
dhadak jaaye jaaye
jiya dhadak dhadak
jiya dhadak dhadak
dhadak dhadak dhadak jaaye
(jiya dhadak dhadak - 3
jaaye) - 4