Renditions

Name:
Location: Mumbai, Maharashtra, India

Sinjhini - the sound of an anklet, feeble, melodious but yet distinct.. distinct because its her own identity, her own voice, although immaterial and banal... yet its hers

Thursday, February 23, 2006

Mujhse naaraz ho to ho jao

Mujh Se Naaraaz Ho To Ho Jaao, Kud Se Lekin Khafaa-Khafaa No Raho
Mujh Se Tum Duur Jaao To Jaao, Aap Apane Se Tum Judaa Na Raho
Mujh Se Naaraaz Ho To Ho Jaao, Kud Se Lekin Khafaa-Khafaa No Raho

Mujhpe Chaahe Yakiin Karo Na Karo,
Tumko Kud Par Magar YakiiN Rahe
Sar Pe Ho Aasmaan Yaa Ke Na Ho,
Pair Ke Niiche Ye Zamiin Rahe
Mujhako Tum Bevafaa Kaho To Kaho ...
Mujhako Tum Bevafaa Kaho To Kaho,
Tum Magar Kud Se Bevafaa Na Raho
Mujh Se Naaraaz Ho To Ho Jaao

Aao Ik Baat Main Kahuun Tumse,
Jaane Phir Koii Ye Kahe Na Kahe
Tumako Apnii Talaash Karni Hai,
Hamsafar Koi Bhi Rahe Na Rahe
Tumko Apne Sahaare Jinaa Hai ...Tumko Apne Sahare Jinaa Hai,
Dhundhati Koi Aasraa No Raho
Mujh Se Naaraaz Ho To Ho Jaao, Kud Se Lekin Khafaa-Khafaa No Raho

Monday, February 06, 2006

Roobaroo roshni hai

abhi abhi huaa yaqeen ki aag hai mujh mein kahihui
subaah main chal gaya
suraj ko main nigal gaya
ruu-ba-ruu roshni heyy - 2

jo gumshuda-sa khwaab tha
voh mil gaya voh khil gaya
uulon hatha pighal gaya
kichhaa kichhaa machal gaya
sitaar mein badal gaya
ruu-ba-ruu roshni heyy - 2

(dhuaan chhataa khula gagan mera
nayi dagar naya safar mera
jo ban sake tu hamsafar meranazar mila zara) - 2

aandhiyon se jaghad rahi hai lau meri
ab mashaalon si bhad rahi hai lau meri
naamo nishaan rahe na raheye kaaravaan rahe na rahe
ujaale mein pee gaya

roshan huaa jee gayakyon sehte rahe
ruu-ba-ruu roshni heyy - 2

dhuaan chhataa khula gagan mera
nayi dagar naya safar merajo ban sake tu hamsafar mera
nazar mila zara
ruu-ba-ruu roshni heyy - 2

Wednesday, February 01, 2006

Zindagi,,,,

zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamen
ye zamin chand se behatar nazar aati hai hamen

surkh phulon se mahak uthati hain dil ki rahen
din dhale yun teri aawaz bulaati hai hamen

yaad teri kabhi dastak kabhi saragoshi se
raat ke pichhale prahar roz jagaati hai hamen

har mulaqat ka anjaam judai kyun hai
ab to har vaqt yahi baat satati hai hamen